Aa woh chalo ek duje ke mazahab ka ahataram Karen , tum allaah allaah karo hum Ram Ram Karen .. sarr ko jhooka ke sajade me maange duva Aman ki , apane se bhi zyada , Karen fiqra hum watan ki , unsaniyat ho rusva , aisa na koi kaam Karen .. Aa woh chalo ...